Re: Catastrophic rain & flood across Punjab - all rain threads merged
o mairay jazbati bhai kabhi un ilaqon main aao to pata lagay kia band hotay hain aur un key kia haisiat
idhar aa kar imran key style main uchlanay ganay say kuch naheen hota hay
itnay zayada paani kah kuch naheen socha ja skata hay ager rastay aor band banay bhi jaain to loog udhar bastian abad kar laitay hain
kabhi Sutlug aur Cheenab k illaqay ghomo to pata lay
Qudrat kay agay kissi ka koi zoor naheen hey aur mujhay mat batao kah kis tarah sailab ko roka jata hay woh saray illaqay mairay ghomay hoye hain aur mujhay pata hay iss ko control karna buhat mushkil hota hay
yeh kitabi batain sirf kitabon main achi lagti hein aai samjh :cobra: