Re: canopye beds
Dill kay behlanay ko ghalib yeh khayal achha hay ![]()
main gullak banaoN gaa - paisay jama karoon ga - phirr yeh kano… err Kaamope…
joo bhi hay yeh - issay khareed loon ga ![]()
Re: canopye beds
Dill kay behlanay ko ghalib yeh khayal achha hay ![]()
main gullak banaoN gaa - paisay jama karoon ga - phirr yeh kano… err Kaamope…
joo bhi hay yeh - issay khareed loon ga ![]()
Re: canopye beds
mainu pehlay hi pata si.
Re: canopye beds
yaar yahaaN tau ma'arfat kee baataiN shuru ho gaYeeN... uncle, shaadi, ultaa lataknaa,,, errr...
champit honaY wala icon
Re: canopye beds
bed dou durr ki baat mujhat tou carpet bhi naseeb nahi hai:bummer: kitchen mai sota hoon, sou log aur hotay tou shahid bathroom mai son parta:bummer:
Re: canopye beds
woh alag baand kaY rakhaa hai jo maal achaa hai:hoonh:?
Re: canopye beds
I sholdn’t be callin anyone ghareeb actually…
sorry guys… I didnt mean that…mai tu khud bohat mushkil mai hoon aaj kal.![]()
Re: canopye beds
ameer umaraa loug:2guns:
maghroor kaheeN kay ![]()
Re: canopye beds
^^I edited it....see above
Re: canopye beds
ok.. i saw it.. thanks for pointing
![]()
Re: canopye beds
Ye jhanda beech mai kahan say aa gya?
Re: canopye beds
you know you can use this bed for tying people up ;)
Re: canopye beds
nahi ji hum nay ghar ko jail nahi banana …![]()
Re: canopye beds
"not saying anything" "not gonna respond" "walking away"
Re: canopye beds
Wese kia kia ideas aatay hain logon k dimaghon mai…![]()
Re: canopye beds
iss waqt mairay dimagh main aik hi cheeze hay ![]()
Iftari after 15 minutes ![]()
Re: canopye beds
Aur iftari k bad aapk dimagh mai kia hota hai???
Re: canopye beds
^^??
Re: canopye beds
dimaagh maiN bhoosaa hai kiyaa:p
iftaari kaY ba’ad dimaagh maiN naheeN, jo kuch hotaa hai peyT maiN hotaa hai ![]()
Re: canopye beds
^:rotfl: