Re: can u read urdu?
**ji, Allah na kare.
urdu hamaarii zabaan hai, pyare!
is liye urdu kii Khidmat karna hamaaraa farz bhi hai aur nasb-ul-ain bhi. inshaa Allah, yaqeenan hamaaraa saath bahtare se bahtar rahegaa :) nice meeting you bhai Zulfi...shaa'iraaana naam / taKhallus hai :)**