Can someone help me ???

Re: Can someone help me ???

ohhhh…aisii moHabbat jaisii is she’r meN paaii jaatii hai…according to a 6th grader:

angRaaii bhii na vo lene paaye uThaa ke haath
dekhaa mujhe to muskuraa ke chhoR diye haath

bachche ne vazaaHat kii k…ma’shooqa angRaaii le rahii thii k uskaa 'aashiq aa gayaa aur us ne ‘aao dekhaa na taao’ aur jaR diye us pe do haath :cb: :wink:

'aashiq bechaare piT piTaa ke ghar vaapas aa gayaa!!! :smiley: