Calling Cafe kay Bhoot Pareet aur Bud'RuhZ..

Re: Calling Cafe kay Bhoot Pareet aur Bud’RuhZ..

James chachu, main ab kisi ko lecture naheen doon gi. Because I have decided to leave GS. Dekh lo, do din post bhi naheen kiya na. Ab ja rahi hoon. :snooty: Shayed wapis aaon ya na aaon, koi pata naheen.

Shikra, koi mujhay khaye ya na khaye, is say koi faraq naheen parta kiyon keh main wesay hi ja rahi hoon. Ab waqeyi hi Cafe aur aap ko sukoon mil jaye ga. Khush raho jahan bhi raho.

**Taken.:slight_smile:
**