Aaieyaay bhaiyoon aur behnooN
iss ghazal ki tashreeh kartay hain - siyaaq o sabaaq kay saath 
It’s snowing in NY
Shaier farmata hay kay shehr e newyork main baraf girr rahi hay
Cold, silent and swift …
Thandi, Khamoosh aur Taiz
The rabbit is absent from the burrow…
Khargoosh kal say apnay bill say ghair haazir hay
Dinner with steamed carrots will be ready, she promises…
Uss ki ghar wali nay gajjar ka halwa bana’Nay ka waada kiya hay
The world goes on, has gone on… with work, with sadness and anger…
Duniya ka kaam chal rah hay, chal raha thaa .. kaam kay saath
Sadmay aur ghussay kay saath…
& but the rabbit never seems to be in a good mood lately…
Magar aaj kal khargoosh kay mizaaj hi nahi miltay
With a bad memory of a she-rabbit …
Kissi naujawan khargooshni ki kharab yadooN kay saath
In the she-rabbit’s heart
Uss naujawan aur khoobroo khargooshni kay dill main
Would you like to come back rabbit?
Khargoosh bhai aap ghar ana pasand karaiN gay ?
Mairee samajh main kuch nahi ayaa 
sirf itnaa kay uss kay apni ghar wali say taluqaaT theek nahi haiN 