Re: Cafties All R
choro yara ab kia shikyaat kerain
bat to tub the jub khud he jan laytay
Re: Cafties All R
choro yara ab kia shikyaat kerain
bat to tub the jub khud he jan laytay
Re: Cafties All R
^-- chehray pay banawat ka gussa ...
ankhooN say chalakta bukhaar bi hay
iss shoak adaa ko kia kahayay
inkaar bhi hay iqraar bhi hay ... repeat
Re: Cafties All R
^ dil main tofaaan chupaaye betha hoon
yeh na samjho kay mujhay GUssa nahi * naraz *
Re: Cafties All R
Kocha tum kia pathan hay ? :s
aur yeh aap ka dil main parking space kafi ziaada nai ?
iss toofan ko bahait nikalain, kaheen sailaab ban kar ankhoon say na nikal jai ... :s
Re: Cafties All R
^ shaair male tha to us nay aisa hee perha or maini waisa hee naqal ker diya
nahi maini Dil ki cooling taiz ker de hay andar he sub freez ho jaye ga : P
Re: Cafties All R
![]()
Re: Cafties All R
naqal ? isi liay to kehtay hain k aqal kay liay naqal ki zaroorat hay ![]()
cooling ziaada kardi to toofaan jam jaiga, phir ussay Dhoraji kay gola ganday walay ko day kar Uncle ka Gola ganda khaa aur khila daina ![]()
Toofani Gola Ganda (wah kia naam hay)
Re: Cafties All R
Oye real Kocha … tum kai ko naraz Ota hay bacha… sabar ka centre pakro, abhi tum ko boaat kuch milnay wala hay bachaa… ![]()
Re: Cafties All R
![]()
Re: Cafties All R
app meray jazbaat ka mazaaq ura rahay hain *bummer *
Re: Cafties All R
nai nai main wo nai hoon, main to koi aur hoon :s
wo Dada Abba koi aur hay sachi, aap ki qasam kha loon ? :s
Re: Cafties All R
aap kay jazbaat kia 'Patang' kay khandaan say talluq rakhtay hain ? :s
Re: Cafties All R
^ kuch dair bad app mujhay gubara jahaz parachute rocket ,f16 keh dain gay
app ki tashbeehat bohat kamzoor hain * snooty 8
Re: Cafties All R
^-- daikhain aap ‘Patang’ ki bay-izzati ko kharab na karain …
main aap ko Gubbara bhi keh sakta tha, lekin iss say sirf nuqs-e-aman-amaan ka khatra tha … ![]()
Re: Cafties All R
^ hmaray kampootar per tasveer nahi atee hum kaisai dekhain : P
Re: Cafties All R
^-- aap ussay Kampooter q kehti hain ?
wo to kuch aur hi hay :s
ussay kisi ko day kar Khopra kha lain, and aik adad Computer khareed lain :-p