Re: Cafe’s Auction ~~~ Gaia ~~~~
aise kaise ho saktaa hai…maiN ne to pahle hii kah diyaa thaa k jo highest bid ho us se ek hazaar maiN ziyaada duuNgaa…baqaul Shahbaz Shareef ke:
aise neelaam ko, aise vyopaar ko
maiN nahiiN jaantaa, maiN nahiiN maantaa!
![]()