Cafe Meeting - May' 2007

Re: Cafe Meeting - May’ 2007

daikha … yeh saara qusoor hi uss baykaar ‘sarr’ kay …

Kaha bhi tha k kisi din apnay iss bay-car sarr ko utaar kar kaheen rakho, and phir wapis lagaana bhool jao… phir daikho dunnia kitni halki halki haseen lagti hay :wink: