Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

Wow Good :k:

Waisay meine ap ke liye bhe dhoond liya hai ek Rishta :@:

Aur woh lucky guy hai
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Smash Boy :@:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

leekan aap nay hamain license to Kill ooops I mean Rishta to day dia hay na :@:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

sorry, i absolutely do not find it funny at all.

kahan? mainay to yeh kahin nahin kaha.

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

:cheer: SB aur woh bhi 50 nick walla :omg:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

Haan na :wink:

Agay inki marzi ab :@:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

edar ki hohing;)

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

tauba sharam karo tum dono. sari duniya tumhain masiyan bula rahi hai aur bajaye is kay keh tum dono zara baaz aa jao, aur lagay huay ho. khair, i know what my job is :@:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

Sharmai mat, hum sub sanbhal lain gaiy :wink:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

.

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

we know, what our job is :@:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

Haan na :lifey:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

joris bananay lag jain tu es cm job say tu behtar hai. allah say rewards bji millain ghay, kissi ka bhalla bhi huga aur duain aap ko free main milain ghi

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

you guys are absolutely insane.

funnymonkey bhai, agar log zabardasti joriyan bana rahay hain, aur saath saath warnings bhi kha rahay hain, is main kaun sa sawab mil raha hai? yeh to zara explain karain.

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

warnigns khana aur phir warning points accumulate ho kar ban ho jana? acha acha ab samajh ayi.

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

Depend karta hai ke kis pe zabardasti ki ja rahi hai :whistling:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

woh log jin main zara si sharam o haya hai, aur jo keh uncomfortable hain is kisam kay zabardasti rishtay banwanay say.

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

tauba tauba zabardasti nahi istagfirullah

btw main aik thread kholna chahta hoon 'ghadafi ki islamic preaching and new converts' yeh kis forum main hoona chahiyay

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

wow, Khumar you are so right :champ: :rotfl:
but gypsy isn’t making any more joris cz he is busy in his love jori :wub: :hehe: n woli doesnt like to be with any gal ,cheater :mad: :meeno:
gypsy n woli rishtay wali mayaan :omg: :omg:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

mujhay bhi unn ka mobile number day doo :fatee:
i am also abailaibal in the market :blush:

Re: Cafe ki Rishtay Wali Maaiyaan

is se ziada izzat aur kia hosakti hai......