Cafe ke Baithak - MAy

Re: Cafe ke Baithak - MAy

jahaaz to ura diye they :crying:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

:hehe: nai lassi na chai…mujy pepsi chahiye…:crying:

Allah karay 1 bajay na jaye kion ke jab aik bajay jati hai to 3 bajay aati hai…:frowning:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

kis ka jahaz ura dia tum ne…:hugz:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

pepsi tu nai mile gi yaya :@:

itna jaldi a jati hay
4-5 baje ana chiye :@:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

koi nai new bana lo :crying:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

:emmy: kajooos na hon to :crying:

haye Allah…aisi baat na karain agar wapda walon ne sun lia to waqai aisa hi hoga :frowning:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

mai kanjoos nai hon :snooty:

hamare gaoon mai tu aise hi jati hoti hay :barbie:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

ap hain kanjoos mujy KISI ne batay hai :barbie:

to ap kia chahty hain mere sath bhi yehi ho??? :emmy:

yahan raat ko jati hai na …10 to 1 am :bummer:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

wo KISI ne abi tak GS join nai kiya :mocking:

tu ar nai tu kaya :barbie:
ye tu kuch b nai hay :teary2:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

KISI ne mujy GS pe nai waisy hi bataya tha :zobo:

aisa na kahain na…main to pehlay hi garmi se marny wali hoi hoi hon :teary2:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

new nai banani ab :crying:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

wo KISI aaj kal examz ki tayari mai masroof hay :stuck_out_tongue:

acha nai kehta :@: liken mere kehne ya na kehne se kaya ho ga :@:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

acha kal bana laina :@: :crying:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

acha All the best to that KISI...:)

ap ke kehny se wapda wala sun na lain na...:P

Re: Cafe ke Baithak - MAy

Thanks un KISI ki terf se :D

18 karor awam ki tu suni nai meri kaya sunain ge :@:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

:slight_smile:

mujy bhi wish karain…:blush:

haan ye bhi hai …:crying:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

aap ko tu kar diya tha jb u k examz ho rahe the :@:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

ab dobara kar dain lekin exams ke liye nai…:blush:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

kaya date fix ho gai :eek:

Re: Cafe ke Baithak - MAy

:salam2: :wave: