Cafe ke Baithak - MAy

Re: Cafe ke Baithak - MAy

hahaha…inne chhoTe chhoTe ghar hote haiN…gaaoN meN to hamaaraa Ghusl-Khaana [bathroom] yahaN ke gharoN se baRe huaa karte the…lol…merii daadii to mere ghar ke aangan ko khaTole par baiTh ke cross kartii thiiN :rotfl: