Cafe ke Baithak - MAy

Re: Cafe ke Baithak - MAy

hmmm…langoTia yaar! :smiley: sunaa hai ab to langoTii kaa rivaaj nahiiN rahaa :cb: vaise, yeh ta’reef kahaN se uRaaii? :cb: