Cafe Inqilaab

Re: Cafe Inqilaab

saath meN yeh bhii joR deN na k:

** karam kar, phal na gin aur karam kalla khaa!**

karam kalla = cabbage…parat dar parat [layer upon layer]

karam kalle vo log hote haiN jinkii asl shaKhsiyat kabhii saamne nahiiN aatii ya’nii jo bahattar [72] partoN ke peechhe chhupe hote haiN.
**
kia miliye aise logoN se jinkii fitrat chhupii rahe
naqlii chehraa saamne aaye, aslii soorat chhupii rahe**