Cafe di Baithak - June

Re: Cafe di Baithak - June

uncle main kaGhaz ke samosay nai khati…kaghaz se sirf kashti banati hon wo bhi sirf barish ke mosam main…baqi jo kaghaz bach jatay hain un ke jahaaz bana ke class main uRati hon ya phir lecture ke doraan doston se likh likh ke guppain lagati hon bas …:@: