Cafe di Baithak - June

Re: Cafe di Baithak - June

mein gandi bachi :blush:
paper acha huwa hai
ab percent nai poochein :teary2:
bhook lage baghair b kha lena chahiye hota :crying:

barn main nai chicken coop pe chup jaon gi
eggs chori kar ke bazar mein baich aoun gi
mil jain ge kuch paisey unko jama kar ke
southhall ja kar 10-15 qulfiyan kha aaon gi
:blush:

:crying: