Buy..

Re: Buy..

ghalat baat.. paisay se hi duniya ka circle chal raha hai.. pesa na ho to kya hoga?? jo kaam karega usko kuch to dena parega uske kaam ke iwaz.. albata ye kahein aap ke lalach buri bala hai… paisay se ghareeb aur zaruratmand ka bhala bhi to ho sakta hai naa bhai.. :slight_smile: