buuuudddddddayyyyyyyyyyyy

Re: buuuudddddddayyyyyyyyyyyy

mein theek hoon. aap kese hain? kahan gayeb ho jaate hain??

yaar yeh aq hain na..kehte hain mein wacholee aunty hoon..lekin mein jaanti nahin woh hota kya hai..he said its some punjabi slang..punjabion se bhi pooch liya..unko tak nahin pataaa n he wont tell meeeeeee :crying: