But e Maghroor

Re: But e Maghroor

Us ne kiya kaha tha:confused:

Re: But e Maghroor

Degree Degree hoti hai, Jaali ho ya Asli by CM Baluchistan - YouTube

jaisay app kehtay hain muhawar muhawara hota hia chahay nanga ho ya lucha.

Re: But e Maghroor

nai nai, is bijnis meN koii chhuTTii vuTTii nahiiN hotii…vo kia thaa k Abdulla ko miyaaN Begaane kii shaadii meN jaanaa thaa to mujhe u kii shaadii meN bhej diyaa…shaadii attend karnii laazmii hotii ahi na! :cb:

Re: But e Maghroor

Ab likhne wale likh gaye

Main kiya karon???

Re: But e Maghroor

Oh I see

Lekin aap ghalat jagah aa gaye
**
Shadi MUqawwee ji ki hai**

Unho card bhejne k liye address maanga hai Mujhse

Re: But e Maghroor

we do NOT go into MINOR details! :cb:

shaadii shaadii hotii hai vo chaahe Asif kii ho yaa Muqwee Bhai ki! :cb:

Re: But e Maghroor

Ji yeh to hai

Aap ne to deewana banna hai

shadi chahe gude guddi ki ho:hehe: