Re: Bus Ek Tum He To Nahin Thay..
really a good nazm, Ahmer. thanks for sharing.
inspired this:
Inihi bhaanjh rutoon Meye heye shamil jo heye udaasee koe, In meye aik rabat aur tasulsul heye Raabta heye, aik... Latalukee ka hee sahi Jo ker na sakeye apneye hee maan ke izzet khood Jiseye dee gaee izzet iss ko gawara na huvee Itna sa, bus itna sa... tow ho ga na? Iss ka asr, iss per, aur kisi aur per bhee heye gheira asr… Keye iss kee apni la pervahee seye Iss ka zehan kaif heye huva… Aik bohet kamosh aur dooor sahi Aik bohet dukhee aur kareeb-ter hee sahi ... Jis ko mukhlis chah heye Jis ko garoor bhee na tha, Jo chup chaap dekhitee rahee, suntee rahee,
Iss kee sekth-dilee meye larzan Pehchan gaee... Aik iss kee beybasi, Aur iss neye iss seye aisa bertao kiya Mehaz iss liye, Keye iss ko bhekaya tha giya Iss seye issi ka kush-waket chinwaya giya Afsos, keye aaj wohh akeila heye Asfos, keye wohh door heye bohet Isi liyeye tow waket tehr sa giya heye Waket tehr sa giya heye... Shayid, na rukneye keye liyeye Ya shayid phir seye milneye keye liyeye
best,
Dushwari
Very very nice:)