re: Burqa Abdul Aziz kay naam
Chelin jee aap kay jazabat ka ihteraam kartey howwey aur joh alam-e-edeen hain un kee khatir iss janwar koh Maulana kay naam say nahin bulatey. Title change ker deta hoon. Lekin Pakistan mein toh ussay maulana kay naam say hee jantey hain.