re: Burqa Abdul Aziz kay naam
TLK raaye or nazriya wohe mazboot hota hay jo Aytadaal per ho… ik muslman ka ammal apnay ISLAM ki shan o shokat ko berqarar rakhnay k ley ajj k zamaanay main Jihaad say kam nahi
NABI k naam per kitnay loogoon nay jhooty DAWAY keye ..phir app k asool per chaltay hain or LAFZ NABI k saath bhi MAZAQ bana laytay hain
Ghalati ik fard keray or Awaam SUB ko ik line main khara ker day
jaysay terrorist nay kaha hamaray bachay maray tumharay bachay marain gay
dono ik hee sooch rakhtay hain bus andaz apna apna