Re: bummer
mujay b bataien na k yea ayween alay thread kholnay ka tareeqa mai nay b 15-20 aween he thread kholnay hain ![]()
Re: bummer
mujay b bataien na k yea ayween alay thread kholnay ka tareeqa mai nay b 15-20 aween he thread kholnay hain ![]()
Re: bummer
nanana… ayween thread kholnai ka tareeqa ayween logon ko naheen bataya jata ![]()
Re: bummer
![]()
khud loog aywwen looog ayween thread open kar laitay hian liken hamien nahi batatay ![]()
Re: bummer
As Sweet… iss ka OFF switch kahan hai … ![]()
Re: bummer
off swtich to hay he nahi
![]()
Re: bummer
… band karo ye rona dhooona… ![]()
Re: bummer
oki oki band kar raha hoon mai yea rona dona ![]()
liken itna danat kyo rahay hian ![]()
Re: bummer
daant kon rhaa hai… abhi dantnai walle bhi umer naheen rhee
… han marnai kai mutaliq soocha ja sakta hai ![]()
Re: bummer
to ab aap mujay marien giay
![]()
Re: bummer
tumko qis nai bola… :halo: waise koe kaam kiya hai kiya koe aysa waisa.. ![]()
Re: bummer
aap nay khud bola hay thorhi dair pehlay ![]()
aisa waisa kaam say kia murad hay apa ke ![]()
Re: bummer
aysee waise kaam se muraad jis pur buzrgoon se daant pardte ho… ![]()
Re: bummer
nahi aaj kal to koi esa kaam nahi kiya hay main nay ![]()
Re: bummer
shaaabash .. buzrgoun jaise shakal walla icon
aor kiya hu rha hai aaj kal"? Uni mai busy ho?
Re: bummer
sar fakhar say buland karnay wala icon
kuch khaas nahi uni mai bz hoon b ayr nahi b
coz i have 2 courses in summer so sirf 4 din uni wo b 3 hours k lyiay us k baad farigh he farigh
Re: bummer
sar par thapkee dainai wala icon
wah yani moojain ho rhee hain.. aor aaam khai ja rhai hain ![]()
Re: bummer
sar ko agay karnay wala icon
kaha mojian sara din ghar pay bore hota rehta hoon bas aaj ik dosat k sath peersohawa gia tha
haan aaam are so ![]()
Re: bummer
peersohawa??
koe peer sahib hain ye?? ![]()
jallao.. aor jallao Aam se.. ![]()
Re: bummer
![]()
yea ik jaga ka naam hay islamabad k top par hay yani k hill par hay
ham roz suba aaam ka milkshak banatay hain ![]()
Re: bummer
itnee dooor ja kur milkshake kion banatai ho!! ghar mai baith kur aram se naheen banaya jata :halo: