Bulha do ghay tum....

Haan batao kis kee satayee huee ho?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

aap ki tu baat hee aur hai mr.


AiNt NoThIn’ BuT A HeArT AcHe..
AiNt NoThIn’ BuT A DiStAnCe

shukriya heart hacker

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Hmm thanks all…

Aap ne to capricorn jee kuch na kuch to kehna hi hota hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif

Arz kiya hai ..

Mere dukh ka wohi ehsaas karhe gha jisne…
Uttay dekhe hai janazeh kabhee armano keh..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

Nice one


Aj phir dil nay Ek Tamana ki,
Aj phir dil ko hum nay samjhaya..!

real nice!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~


Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~

[quote]
Originally posted by Nayab:
kion banate ho reet pe ye meheel jisse
aik din khud girha do ghay tum
Aj kehte ho is jali se pyaar he
Kal mera naam tak bulha do ghay tum....

[/quote]

zabardast nayab!!!


---~---Maria---~---
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

oops lol main samjhee budha ho ghay ho tum

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif


*If you love someone, put their name in a circle, instead of a heart, because hearts can break, but circles go on forever!! *
~Gracias Adiós~

Nahin jee esha na samjhay na aap…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

He he wese bohot funny hai aap…

Thanks Lamhay jee..Tanhayaan jee..and Maheen jee

bhool jana is kadhar aasaa'N nahee hai.......rat_jago'N ko paalnaa doosraa naam hai iskaa .......khoon ke aansoon wo bi palkon tak na ponchne waale ronaa hai yeh bhoolnaa.....eik taveel sazaa hai yeh bhoolna aur poori umr par moheet ho jaata..........lekin phir bhi kuch bhooltaa nahee hai......idher falak ki ghoud mein tara giraa udher ujhle badil ke neeche chaanD ne aankh jabki.......edher kissi ki yaad ne anGhRhaaii li.
thank you


(¯`~!‹‹®››...Hâm...IbŦ £dâ_ë_I§Ħq....mëiñ...Añjaam...HöĞeye...‹®›!~´¯)™ ©²°°²


“¨¬¯¯³ª¯¬³ª“.¥È báäžží ̧µQ KÌ Báäž¶ hãí jÔ ÇhãhÖ Lægäà dÔ Œãr kÊ“§¬Ã“°²“¨¯­¯–“

[This message has been edited by MAREEZ_E_ISHQ (edited June 07, 2002).]

Tumhare bas main aghar ho to bhool jaho humhe
Tumhe bolane main humhe shayaad zamana laghe.