~*Budnaam.........*~

Ha ha very funny…aur main neh kab sunahein…kitna jhoot Unclee jee aj humhe pata chal gaya keh aap sach much old ho chukein hai …kion keh woh to aap ki yaadash seh hi pata chal gaya hai

:eek:

Ab saath he Mukar bhi gaye …

W@H … Koi haal nai tera … Auntoooooooo :stuck_out_tongue:

He he wese bardha maza atha hai Uncle jee ko thang karne main…

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

He he wese bardha maza atha hai Uncle jee ko thang karne main...
[/QUOTE]

haan jeee .. Ab kia Karain .. Tumhari Umer Jo ho gaye hai ...

Is leyeh Ghar baithay baithay Pangay leti rehti ho .. Aunty jeeee :D :p

Baadal ki tarah aake baras jaaiye ik din
dil aap ke hote huye viraana hua hai ....

// cool// t hanks sunny boy for sharing.

Re: ~Budnaam.........~

Rishta tha tabhi tou kisi be-dard ne todaa
apnaa tha tabhi tou koi be-gaanaa hua hai ........

Oh Great..... Good contribution in the world of Ashiques

Beautiful :~) Speed uncle thanks for sharing :~)

kiss ulu key pathey nay kaha tha keh pyaar karo! :p

Tobha tobha kohi esha bhi kehta hai …yeh kaha hi Sharafat hai jee:rolleyes:

yaar “pyaar” hai hi aisi bala…Allah Poetry Forum keh logon ko iss sey Bachaye..

Thx All