Re: Budget 2012
Libas zarori hy, to ahtiya-tan baray pattay walay drakht laga ny ka keh raha hy Shair…
wahja…
Aany walay Budget mein menhgae ka tofan aaay ga jo Tan k Kapray tak Utaar dy ga…
Tan ko Dhanp`ny k liya baray Patton ki zarorat hogi…
Makan cheen lya…
Roti cheen li…
Kapry bhi Chiin jaayn gay…
Phr sab patty baandh kr jhinga Lala(jungle dance) kryn gay