Buddies of a PML-N MPA from Faisalabad shot injured 3 transporters over Bhatta

Re: Buddies of a PML-N MPA from Faisalabad shot injured 3 transporters over Bhatta

Infact haqeeqat kuch aur hay .. agar aap ehsan karo tu phir b jitna bara baighairat hoga tub b thora bohot ehsan ka badla ehsan say daiga . yai ghussa aur yai out of control harkatoon say pata chalta hay k vote N league ko kisi nay dia nai hay wo tu alag kahani hay jo k sub ko pata hay . ghussa tu is baat ka hay k vote na dainay ka badla aur saath may unko yai b pata hay k agay k 5 saal k baad N league ka jo hashar hoga wo tu 11 may 2013 k election may visible hochuka hay tu ainda k election may kia honay wala hay so they are just upto the task . looto kasooto aish karo kal ho na ho.