**Mera dil bhi shok se toro , aik tajarba aur sahi **
**Lakh khilonay toray hon ge , aik kholna aur sahi **
**Dam nikalta hai aashiq ka , bheer hai aakar dekh tu lo **
**Lakh tamashay dekhay hon ge , aik tamasha aur sahi **
**Khanjar le kar sochtay kia ho , qatl mera kar bhi dalo **
**Daagh hain so daman peh tumharay , aik izafa aur sahi **