BRIDAL PICS.

Re: BRIDAL PICS.

Twinkle Winkle bahna bura na manna jo chupanay ka kaha gia hai yani jism wo to khula chor dia hai aur jis kay chupanay ka naheen kaha gia yani face us ko chupa dia hai.

Ajeeb si sharam ati hai aisi tasveerain daikh kar.