BRIDAL PICS.

Re: BRIDAL PICS.

**ham ne bhabhi ka banwaya tha 35000 antique main ful haeavy work tha duppata shirt and lehnga per mash ALLAH full heavy worke tha aur khubsurat bhi ham ne 35000 ka banwaya tha enaggement epr fish k chargies alag thay kune k manngi thy so fish style banaya

wedding epr farshi chalta hay so 50 to 60 kam bhi ho skata hayaur 1 lakh tak bhi ja skata hay mere cosuien ki shadi epr bhabhi ka jora 1 lakh ka bana tha halan k khud bnaya tha ready made nahi

ap wais epata ker lo market main :) **