BRIDAL PICS.

**Aweeeeeeeeeeeeeee Itni Shi baat hay Dear baaz gharon main rawaj hota hay na bahu k atay he beti ki shadi bhi hoti hay mena jis din waleema ho na us din beti dulhan ki nand ki shaid hoti hay :slight_smile: shaid yehi wajha ho k :slight_smile:

tabhi woh bride phir center main thy aur pyrple bride side per :slight_smile: aham aham**