**apko jo bhi lagay mohtrma per main ne jo feel kiya bata diya k mujhe waqayi yeh bride after wedding day yani waleema day walay din ki is pic epr thora sa aitraz hay k kuch aur nahi to kam az kam bazoo main bangles bangles nahi to na sahi per aik hala sa bracelet he hota jo bhi tha aik din ki bride thyn **