**lolx nahi yara per kam az kam hathon main bangles hotin hayn main makeup wagera ka to kuch nahi keh rahi acha hay nahi kiya per kalaiyon main aik do kangan he hote to acha tha na jewelry ya zaraqq barq joras hote huh
na galay main halka phulka jo am girls bhi pehnti hayn chain ya kuch siwaye just aik ring k kuch nahi kalaiyan sunni si is per kaha main ne
umeed hay mera matlab smajh gayin hon gy just itna k aur beshak kuch nahi pehna its ok per kalaiyan to suni na hon **