Re: Breaking News: Bomb Blast in Matani Bazar in Peshawar
Bhai sahab, yeh taliban nahi kuch aur chakar hai.
Acha ek bat bata, 2001 se pehle PK me kabhi bomb damake hote they? nahi na! to jante ho jab se Ameriki foj aur CIA ke karendey Pakistan aye hain tab se ek nai tanzeem bani hai jista naam hai Tahreek e Pakistan Taliban. yeh dar haqeeqat afghan taliban nahi hain balke CIA/Raw/Mosad ki banai hoi taliban hai jo ke afghan taliban ko Badnaam karne ke liye banai gahi hai.
Afghan taliban ka TTP se koi taluq nahi hai. afhgan taliban to khud mana kar chuke hain ke hum mazaron awami muqamat par humley karne wale Nahi hain.
Yeh sab kiyon ho raha hai? PAKISTAN KO TABA KARNE KE LIYE.