Boyz are stupid.............

:rotfl: jaldee milay yeh bhee dua kero, mujhe dania kee shadi dekhnee hai, maan hee nahie rahee hai meree baat, dania plz jaldee shadi kero mere dad still pak main hain, mai wahan se clothes bhee mangwa sakhtee hon :wink:

----------x----------

Aur mujhay Dania ki shadi main “woh stupid boy” dekhna hai
yehan konsa icon sahi rahay ga :konfused: :ahaa:

                              :dixsi:

:rotfl: nahie ab mai apne hone walay jeejoo ke baray main aisee baat tou nahie ker sakhtee hon na :smiley: tazeem laazmi hai

app kay :smiley: cheray say pata chal raha hai :smack2:

baichaary Dania ko jaldi main kahain yeh/woh na mil jaye :mudhosh:

Allah na kere:mudhosh: milay, inshAllah her groom will be the hottest/sexiest guy alive :wink:

OOOK ! :biggthumb:

Yaani kah aap kahtay hain kah LARKAY DONKEY hotay hain LOLzz:rotfl:
sahi kahtay hain aap :k: larkay waqai Gadhay hotay hain :hehe:

mangwa lo…2 saal baad pahan lena, fashion samajh kay :stuck_out_tongue: abay main abhi shaadi waadi nahi kar rahee..pahlay larka tou raazi hojai :wink:

Raindance aap kay liyah tou Admin baji sey request karkay new icon banwaoon gee “stupid with Dania” ka :hehe:

Re: Re: Re: Boyz are stupid…

zindagi mey do chizo ke pechhey nhai bahg ney ka
ek bus aur dosri larki, ek jaati hey to doosri aati hey :hehe:

insaan ko mey ney yeh sikhaya hey :slight_smile:

shadi ke BAAD alive rahay to baat :wink:

heheh

^^ :hehe:

hummm

Re: Boyz are stupid…

Girls are even more stupid :mad2:
…woh larko ke aagay aagay jo phirti hain :smack2:

Re: Boyz are stupid…

lolz yeah dats totally rite… they r STUPID!~

:blush: insha allah rahay ga alive..fikr not :blush:

lala baree hansi aa rahee hai :hoonh:

NR jab larkay peechay phirain gay..tou woh aagay hi phirain gee na..:smack:

NiMMi an tumhain pata chala

Re: Boyz are stupid…

:yawn:

nothin new re

and…u forgot somthin Dania je..hana?..boys r stupid ca they run after gurlz and dun get one;)

Re: Re: Boyz are stupid…

:rotfl: sahi:k:

Re: Re: Re: Boyz are stupid…

appkey aur hummarey khayallat kuch miltey jultey lagtey ha..:hehe:

Re: Re: Re: Re: Boyz are stupid…

bilkul..aap meri bahan ho isiliyah miltay jultay hain khayalaat:D

Re: Re: Re: Re: Re: Boyz are stupid…

:hehe:
je zaror

waisay yeh larko ko lagta hai kyo kaam daam nahe hai ..bus larkiyon ki pecchey ana hi kaam hota hai in ka hana?