Re: Boys!
aap pataa naheeN kiss baiL kee baat kar rahee haiN ![]()
aisaa baiL tau sirf baqar eid kaY moqaY par Karachi kee galliyoN, mohalloN maiN dekhanaY ko miltaa thaa aur woh kissi qism kee Tazkeer-O-Taanees kaa bhee Qaail naheeN hotaa.. matlab laRka ho yaa laRki, dono ko bus aik hee aaNkh saY dekhtaa hai (doosri ba’nd kar laitaa hai)