Re: Boys!
idhar ham explain kar rahay hain, udhar bibi ko apni tareef dikh rahi hay..
chalain .. abb chera hay to bataati chalain . .KIDHAR kari hamnay tareef? aur kiss mauzoo parr? simply bata rahay hain ke boys active or hyper hotay hain, let it be ..
lagta hay aapkay soch ki dhaar idhar aa karr phuss ho jati hay.. ;-)
ohoo perhnay waloon na perh liya jo likhnay waloon nay likh diya
ab app nikle hoye golee ko or chalaye hoye teer ko wapus nahi la saktay
: P