Boriyat

Re: Boriyat

pehlay is se kaho ke kapray pehn ke aaye :hoonh:
koi tareeqa hota hai kisi ke ghar aanay ka

Re: Boriyat

:rotfl:

Re: Boriyat

yeh sab to mujhay aata nahin :bummer:

Re: Boriyat

main ne idher eidhi center nahin khola hooa ke khairat main kapray baantoon logon ko :mad:
kapray apnay apnay

waisay bhi is ko abdullah ke kapray to aien gay nahin

Re: Boriyat

iss ko tau apnaY bhee kapRay naheeN aaYeN geY.. nemesayin:wink:

Re: Boriyat

^ hahahhaa :omg:

Re: Boriyat

ooyee mairi sadaf baji ko kuch nahi kehna :smilestar:

Re: Boriyat

Aur yeh botal kis cheez ki pakar ke aa gaya hai?
:naraz:

Re: Boriyat

tumhaari baaji haiN:eek: woh tau meri khaalaa haiN.. iss rishtaY saY tau aap meri choTi khaalaa hueeN :bummer:

duniyaa kitni gol hai naa :blush:

Re: Boriyat

ufffff.. he is really irritating.. :mad:
faizy ke bachay… Allah poochay tumhain :aj:

Re: Boriyat

Bilkul tumhari tarha :blush:

Re: Boriyat

:blush: :blush:

Re: Boriyat

haan bahot gol hai :barbie:

Re: Boriyat

Kidher hai faizy? :grumpy:
kahin kisi haddi jor ke pas to nahin chala gaya, liyaqat baagh ke pichwaray main :hmmm:

Re: Boriyat

:hmmm: nahi, kapray wala mehman talash kar raha tha :hehe:

Re: Boriyat

woh aap kaY nuskhaY kaY mutaabiq doodh maiN desi ghee ghol kar pee rahaa hogaa abhi.. challo achaa hai… pehlaY sirf heard nuskhaa thaa, ab aazmoodah ho jaaYe gaa :smiley:

Re: Boriyat

yaar iss saY kaho kaY paint kaY ooper yeh chaddi pehenna bhool gaya hai:hmmm:

Re: Boriyat

MiyaAAanNnNnNn! aaj kall sabb CHALTA Hay ;-)

Re: Boriyat

Faizy - now this is better. :snooty: Tell him to wait outside my house, till hubby gets back

AQ - :hehe:

Re: Boriyat

leh PHIR kiya faida.. :o