Re: Books/Novel Suggestions
Bus yahin ilzam main apne sar per nahi chahta hun..![]()
BTW beauty of language is hidden in its script?
turkey ke logono arabic script chhor ker koi aur script apna li hai…
malay language bhi aaj kal roman script hi use kerti hai..fir urdu kyon nahi…
Roman urdu ka dayra aur wasee ho jayega…![]()