BOOJHO TØ JAANE ?

Re: BOOJHO TØ JAANE ?

**
Barelvism deen meN fitna haiN…Khaalis deen-e-islam meN…Qur’aan meN aayaa hai k Allah ne hamaare liye deen “MUKAMMIL” kar diyaa aur us deen kaa naam hai islaam. jis cheez kii ibtidaa 14 sadiyoN ke ba’d ho vo deen meN iftiraa hai. bid’at hai. ek Hadees-e-saHeeHa meN aayaa hai k har bid’a zalaalat hai aur har zalaalat jahannam meN jaayegii. Qur’aan-e-Paak meN hii irshaad-e-Baari Ta’aalaa hai k apne deen o Allah ke liye Khaalis kar lo. ab aap Khud hii Ghaur o fikr kijiye…Allah ham sab ko hidaayat de…aameen**