Re: bongian
really really ![]()
Re: bongian
really really ![]()
Jis hath main takleef hai na woh wala maat katna dosra kaat do hath ![]()
MKD aunty ney kia kaha hai ?€
Khumi itna blusha na karo ![]()
gold ki crane bhi hoti hai??![]()
bus mujhe baatain pata chal jati hain!!![]()
mai sab ki khabar rakhti hoon:fatee:
Budhay main aunty nahin hoon ![]()
takleef tou donoo hatoon mein hai
jee acha aunty ..
mein ainda ap ko aunty nahin kahoon ga aunty
Re: bongian
do you know.. keh Hathi truck say tez bhag sakta hai…!
yes..!! :shoking:
yaar blush ka color zara dark khareed liya, so it looks like i’m extra blushing ![]()
Re: bongian
khumi: awwww then i will let u run my train over any1 u like ![]()
mkd: ok main try karoon gi ![]()
aisha: ok now im gonnna faint send ur phantom ![]()
i knew it:chai:
do u know ballpoint pens dont work in space ![]()
BongiaaN maRna, yaani "BongiaN" ChoRna, same as "YabriaaN" maarna. English mai kehte haiN "Bongeez" ya "Bay-tookeez". Aap is lafz ko aise istimaal kar sakte haiN:
-Zulekha nay bongi maari kay usko roz GupShup par 100 say ziyada laRkon kay PM's atay haiN.
-Parveen bohat bongiaN martee hai, khas tor par us din , jis din channay ki daal bohat khaa lay.
Hope it helps.
Yani k gupshup.
aunty aunty aunty ![]()
qabool hai ![]()
![]()
lol when i first read it i thought u wrote ok now im gonna flirt send ur phantom:omg:![]()
alright… date time address batado:chai:
gas kay paisay to nahin lo gi na
oh wait trains use coal…haan to coal kay paisay to nahin lo gi na ![]()
Dadda aba dadda aba :AID:
Awww
koi baat nahin main Canada aa rahi hoon na next month mil ker shopping jayain ge ![]()
Haan zaroor ![]()
yaay! apnay kharchay par na ![]()
Dadda aba dadda aba :AID:
aunty
app ko dada abba yaad arahey hain ?
Re: bongian
BlackBilli.. no way man..!! you serious..? space main ball pen nahee chaltay.? yaar.. mere ko kal jana tha interview keh liye space station.. ab main kia le keh jaoun.?? ![]()
mama Canada aarahee hain.. ? main chopsticks lay aaounga..!! lol.. mama noodles..!! hmmm ![]()
Yani k gupshup.
ab us ka jawaab to wo hi de sakte hain jinhoon ne wo bongi maari thi :@:
main nahi :@: