Bolne Wali Machine...

Re: Bolne Wali Machine…

oooo yeh kahani hai aap ki! chchc bada dukh howa sun kar, itni dukh bhari kahani hai aap ki :teary1: ..waise us hisab se tu aap ka nick K3337 hona chaye..! 333 riyal they na!!

n nahi larkiyon ka naam rahul nahi hosakta..rahul ki identity per shuk hota hai warna!!! :aq: