Bolnay Waley cheezain...... (merged)

Re: Bolnay Wala Khota....

khotay ki zid hai kau woh siraf duet hee gAay ga...
kia khyal hai sava barran(12) rupay aur sadhay pandran(15) annay pay record deal sign karte hoo?

Re: Bolnay Wala Khota…

haan haan deal pakki :lifey:

ab mai nay bhi mash-hoor honay ka faisla kar liya hai :snooty:

Re: Bolnay Wala Khota…

uffffffffff that stinks :hayaa: DMD pa ji apne khotay ko kahin aur biznis karvathay na :smilestar:

Re: Bolnay Wala Khota....

chalo phir rooz subha subha jab suraj sava nazay pay pohanchay tum riaz karnay gawala colony kay medicine square baag main pohanch jana

Re: Bolnay Wala Khota…

dat stink is urs bibi
mera khotatau rooz subha subha pani kay kinaray dou ghantay baith kay riaz karta hai

Re: Bolnay Wala Tota..

Yaar dhoti wo doosra thread khol kay to tum nay confuse hi kar dya hay.

Samaj nahi aati kay konsay wala konsa hay

Uska naam hi thora sa badal lo…

:konfused:

Re: Bolnay Wala Tota..

eik hay tota aur eik hay khota
kia confussion hai janab?

kay app ka tota nirra khota hee hai?

Re: Bolnay Wala Khota…

bus aik dafaa mai mash-hoor ho jaaon :dixsi:

Re: Bolnay Wala Tota..

Yaar wo main index waley page pay nazar aata hay something like this:

"Bolnay wala ..."

Is liye wo confusion hi rehti hay.

Re: Bolnay Wala Khota…

hoo jao mash-hoor magar khabardaar jo khotay kay rizk pay laat mari tau :hoonh:

Re: Bolnay Wala Khota…

:hmmm: yahan tho din deyharay deal sheal ho rha hai…
hisaab lagaying k agar batha diya tho faida hoga ya nuksaan

Re: Bolnay Wala Tota..

muNjhay tau pura title nazar ata hai
u need a nava pc :snooty:

Re: Bolnay Wala Khota....

"deal" ajj kall pakistanion ka mash-hoor aur qomi khail hai
daikha nahen ajj kall haar koi deal kay chakar main khwar hoo raha hai

Re: Bolnay Wala Tota..

Acha teri marzi hay yaar.

Jaisay tu khush

:smiley:

Re: Bolnay Wala Tota..

Udnay wala khota"
kaisa hai tile?

Re: Bolnay Wala Khota....

DMD pa ji fir saday naal vi koi deal sheal kar lo na

Re: Bolnay Wala Khota…

us kay liye tu tum ho na :hoonh:

Re: Bolnay Wala Khota…

tum khotay ke manager ban jao

main khota train karoon ya tum ki harkatoon say uss greeb kay baal ko bachaon?

Re: Bolnay Wala Tota..

:omg: :rotfl:

neki aur pooch pooch?

Re: Bolnay Wala Khota....

tum khota hi train kartay raho.
wo tumhaari baat ziyaada achi tarah samajhta hai :D