Re: Bolnay Wala Tota..
![]()
naraz na hoon , meray saath reh ker aap bhi samjhdaar ho jayen gye ![]()
Re: Bolnay Wala Tota..
![]()
naraz na hoon , meray saath reh ker aap bhi samjhdaar ho jayen gye ![]()
Re: Bolnay Wala Tota..
Jab is tarah
ki shaklain lagao gi to aur kiya lagay ga?
Kiya nahi bataya bhateeji nay?
Re: Bolnay Wala Tota..
![]()
dandey wala paa:…yeh shakl bus apko deraney k lea thii..![]()
Re: Bolnay Wala Tota..
konsi bhateeji :aq:
Re: Bolnay Wala Tota..
Canpaki bhateeji.
![]()
Re: Bolnay Wala Tota..
![]()
us nay tu sub kuch he bata diya ![]()
Re: Bolnay Wala Tota..
kya bataya meine..![]()
muje to yaad b nahi …
Re: Bolnay Wala Tota..
sub kuch ![]()
aik baat hoti tu yaad rehti ![]()
Re: Bolnay Wala Tota..
Haan ye sab kuch hi bata deti hay… Abhi kuch din pehlay keh rahi thi kay ye psychic hay…
aur phir aglay din keh rahi thi kay K337 70 Parathay kha jaati hay…
Phir keh rahi thi, kay is ki tummy bohat moti ho gai hay, aur isay ab dieting karni chahiye…
Phir keh rahi thi…
![]()
Kuch aur bhi keh rahi thi… bolti bohat hay, ab saari baatein yaad nahi rehti is ki, ![]()
:desimunda:
Re: Bolnay Wala Tota..
aloha
Re: Bolnay Wala Tota..
K337 ka naam he rakh do....
70 parathon wali mai
Re: Bolnay Wala Tota..
apko kuch nahi pata..![]()
hum donon k khilaf ap sab ki zaasih hai kia..![]()
dhotii…
.
Re: Bolnay Wala Tota..
![]()
![]()
woh tu mjay bhe pata hey k sub kuch bata deti hey , lekin
aap nay kuch nahin butaya :halo:
Re: Bolnay Wala Tota..
:LB:
Re: Bolnay Wala Tota..
kasmay main hoon hi masoom ,koshish nahen karr raha
Re: Bolnay Wala Tota..
cani .. aap naraz na hoon ..
dhoti bhut masoom hey ![]()
Re: Bolnay Wala Tota..
dhoti tau ruj kay masoom hai
![]()
Re: Bolnay Wala Tota..
masoom aur ap…
..
now das sumthin …![]()
Re: Bolnay Wala Tota..
allah khair karay ![]()
(aamen)