Bolnay Waley cheezain...... (merged)

Re: Bolnay Wala Tota..

Dhoti yaar inzi bhai kay liye aaloo ghosht ka bandobast karo..

Main wi !!
Par kiddan?

Main aaj itni dair laga kay apna journal likha, lekin wo pata nahi kahan chala gya, :hoonh:

Lekin uski yaad taaza kar laitay hain… :chai: