Re: Bolnay Wala Tota..
Main Faal nikalta hun..
Aur bohat saarey sentences repeat kar sakta hun, any special wish?
Faal nikalwani aap nay? ![]()
Hain kiya matlab… meri to subah bhi ho chuki aur is waqat apnay kaam pay majood hun… 10 Faal abhi tak nikal chuka hun…
Business acha hay aaj ![]()