Bolnay Waley cheezain...... (merged)

Re: Bolnay Wala Tota..

Mera tota… haye logo mera tota kha gai ye penguin…

Ab meray saarey business ka satya naas kardya…

Faal kon nikalay ga ab…

Allah karey kay tumhay hazam na ho… Pait main hi fly karta phiray…

:teary1: