bojhoo

Re: bojhoo

woh bachi uski poti hai :D

Re: bojhoo

:hbk: yeh lo and kill the shair phir sab safely ponch jaen ge :slight_smile:

Re: bojhoo

^no- admi ko apni teenon cheezain sahi salamat darya paas le jani hain

Re: bojhoo

:mash: kaafi cafe-iyaati kafiat taari hay iss dhaagay main …

PG aaj kal aur day-after-kalz kitni dair bijlee aajati hay aap kay gaoon-poora main ?