~Bohat Takleef Deta Hai Kisi Ko Alvida Kehna~

app ne bikul theek kaha,magar wo bewafa ye baat nahi samjta k us ko chorna ab kisi k bas main nahi hai.agar sath nahi chalna hota to pehle sath hee kion ate hain log?????
phir kisi ki zindagi barbad kar k sakoon lehte hain.