*Bm ke liee*

Re: Bm ke liee

^:rotfl:

Bm har kisi seY ID’s nahe manga karo .. :bailan:
main kafi nahe hOon tumahriY liYE ..:hoonh:

Re: Bm ke liee

aray yaar tum tau kaafi se bhi zyada ho. but tum meri nahIN ho na :frowning: ab tau jaldhi tum parayi ho jao gi :frowning:

Re: Bm ke liee

u will kill me :eek:
dosat dosat na raha :frowning: :frowning: :frowning:

Re: Bm ke liee

mein kyo gunhehgaar hoon ga :hoonh:
aap k kaam he esay hain ab is mein mera kia qasooor hay :hoonh:

Re: Bm ke liee

by saying that, I dug my own grave. lol cuz now sandi will ask me and as there is nothing to tell so I am dead :frowning:

Re: Bm ke liee

Qasoor aap ka ho bhi nahiN sakta. so tau Leeza Ray ki (movie) hai. :mocking:

Re: Bm ke liee

hahahahaha
esi lyiay to kehtay hein pehlay tolo phir bolo :stuck_out_tongue:

Re: Bm ke liee

Dur fitay munh
:smack: Qasoor to amir bilal ka mulak hay ( yani k city hay ) :stuck_out_tongue:

Re: Bm ke liee

:bummer: too late for that. :frowning:

aa gayi. :o

Re: Bm ke liee

hahahahaha
koon a giee hay
kaha a gee hay
mujay to nazar nahi aiee hay
wesay jab musibat ati hay to wo nazar nahi ati

Re: Bm ke liee

wo tau paidaishi qasoorwar hai. :o

Re: Bm ke liee

bach gaye :hula:

ye koi aur tha. :smiley:

Re: Bm ke liee

aap ko kesay pata chala :wink:

Re: Bm ke liee

akhir kab tak bachien giay
aik na aik din to pakrhien he jain giay :wink: liken kiss k sath yea pata nahi hay :stuck_out_tongue:

Re: Bm ke liee

aray jo pakRa jaye wo Mamba hi kya. :wink:

Re: Bm ke liee

lolz
liken agar khuda na khasta agar pakrhay giay to yada rakhiyay ga k phir mambay k sath kesa salook kiya jata hay :stuck_out_tongue:

Re: Bm ke liee

choR diya jata hai. :blush:

Re: Bm ke liee

yea bhoool hay aap ke :stuck_out_tongue:
jo us ka haal hota hay phir sari dunya janti hay lolz

Re: Bm ke liee

:snooty: kuch nahin hota. :snooty:

Re: Bm ke liee

acha is khush fehmi mien mat rehyiay ga warna aap ko lag pata jaiay ga :stuck_out_tongue: